Best ever poem for father in hindi - mere papa
Mere papa
Mera swabhiman mera abhiman hai
mere papa
Meri hansi meri khushi hai mere papa
Meri ankho se aansu churakar apni aankho
me basate hai mere papa.๐จโ๐ฉโ๐ฆ
Papa se hi dher sare sapne hai,
Papa hai to bazar me har khilone
apne aai
Janm data hai maa agar , to janega
Jag jisse mujhe vo pehchan hai mere papa โฅ๏ธ
Mere ruth jane par jo ghabrae
Mujhe manane ke liye har tarike vo aasmae
Itni si khushi chehre par dekhne ke liye
Jo sansar ki har khushi chod aae
Karty hai puri har icha hai sbse ache
mere papa โค๏ธ๐
Maa agar ghar ka gourav hai to
Ghar ki shaan hai mere papa
Zindagi jine ka tarika sikhae
Apne dukh unse koi na chupa pae
Mere sukh me mere dukh me sath hai mere papa
Mera swabhiman mera abhiman hai mere papa๐จโ๐ฉโ๐งโ๐ฆ
Jo aatmsamman sikhae apne liye vo ladna sikhae
Jo sab kuch chup chap seh jae, par hum par jab bat aae to sher ki tarah hojae
Meri izzat mera maan hai mere papa
Mujhe sikhane wale jivan ka gyan hai mere papa ๐โค๏ธ๐
Maa par likhane ke liye bahot hai
Par jo shbdo me na samae vo hai mere papa ๐
Comments
Post a Comment